• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Taraf Bhi Wahi Siyah Ghubar

Us Taraf Bhi Wahi Siyah Ghubar

us taraf bhi vahi siyah ghubar

ham ne dekha hai ja ke niind ke paar

kitna kuchh bolna paḌa tum ko

ek chhoTa sa lafz tha inkar

ḳhushk ankhon ki chup Darane lagi

dil madad kar miri kisi ko pukar

tujh ko ai shaḳhs kuchh ḳhabar bhi hai

kis ḳharabe men hai tira bimar

phir ye dukh bhi to asmani hai

kya ḳhafa hona is zamin se yaar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Ho Ilm Bhi Wo Hi suKHan to Baat Bane

Uske honTon Pe Bad-Dua Bhi Nahin

Kabhi KHushbu Kabhi Aawaz Ban Jaana paDega

Reza Reza Tere Chehre Pe Bikharti Hui Sham

ameer-minai

Ai Zabt dekh Ishq Ki Un Ko Khabar Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet