Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
Sufi

Us Par To Khair Aasman Hai

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Azimabadi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

us paar to khair asman hai

is paar agar dhuan dhuan hai

andha hai gharib khush-guman hai

aur samne khaai hai kuaan hai

divar-e-kuhan ke zer-e-saya

baalu ke mahal ki dastan hai

jalti hui ret ka sahara

jalti hui ret bhi kahan hai

patthar ki lakir ke alava

mitti ka diya bhi darmiyan hai

har shahr ke zer-e-parda jangal

‘ahmad’ ye maqam-e-imtihan hai

More Poems

Pata Nahin Wo Kaun Tha

Be-Rawi Wa Zulf-E-Yar Hai Rone Se Kaam Yan

Aap Ki Gar Mehrbani Ho Chuki

Us Se Mat Kahna Meri Be-Sar-O-Samani Tak

Aag Pani Bhi Hai Mitti Hai Hawa Hai Mujh Mein

Tere Pas Rah Kar Sanwar Jaunga Main

But-Khane Se dil Apne Uthae Na Gae

Zinda Aadmi Se Kalam

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.