• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Ka KHayal Dil Mein ghaDi Do ghaDi Rahe

Us Ka KHayal Dil Mein ghaDi Do ghaDi Rahe

poet

us ka ḳhayal dil men ghaḌi do ghaḌi rahe

phir is ke ba.ad mez pe chaa.e paḌi rahe

aisa nahin ki ham karen baten na be-hisab

lekin ye kya ki kiil si dil men gaḌi rahe

phir ghar men ek ahani pinjra dikha.i de

khiḌki men kaafi der jo laḌki khaḌi rahe

bikhri ho jaise chandni barg-e-gulab par

muskan us ke honTon pe aaise paḌi rahe

dil men ḳhushi ke phuTte yunhi rahen anaar

teri hansi ki yunhi sada phuljaḌi rahe

khiḌki to ‘shaz’ band main karta huun baar baar

lekin hava-e-shauq ki zid par aḌi rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Ghubar-E-Khatir-E-Mahfil Thahar Jae

Mohabbat Se Bhi Kar-E-Zindagi Aasan Nahin Hota

poet

Bikhar Rahi Hai Jo Quwwat Wo Phir Munazzam Ho

nida-fazli

Nind Pure Bistar Mein Nahin Hoti

Marna Azab Tha Kabhi Jina Azab Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet