• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab To Aksar Ye Sochti Hun Main

Ab To Aksar Ye Sochti Hun Main

poet

ab to aksar ye sochti huun main

kya tire dil men vaqai huun main

shahr-e-maftuha dekh hasrat se

tujh ko sarhad se dekhti huun main

muflisi dekhti hai kya aise

teri tasvir bhi rahi huun main

vaqt-e-akhir men milne vaale shakhs

tujh ko sadiyon se janti huun main

mere mathe ki shiknen janti hain

kis qadar tujh ko sochti huun main

ratjagon se bhare hue ai shakhs

teri ankhon men jagti huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Us Gali Se Mere Guzarne Tak

poet

Hum Na Mahzuz Hue Hain Kisi Shai Se Aise

ghaDi ghaDi Nae Chehre Badal Rahe Hain Hum

Aarzu Rakhna Mohabbat Mein baDa Mazmum Hai

Kya Mera iKHtiyar Zaman-O-Makan Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet