• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us but-E-Be-Misal Ka Pahlu

Us but-E-Be-Misal Ka Pahlu

us but-e-be-misal ka pahlu

hai ḳhuda se visal ka pahlu

maah ko tiis din ki gardish men

ek shab hai kamal ka pahlu

dil diya us ko ik nigah ke saath

na mila dekh bhaal ka pahlu

muft ki mai milegi ai qaazi

DhunDh us ke halal ka pahlu

ghair ke ghar na ja sake vo raat

na mila un ko chaal ka pahlu

hojiye ghair se na garm-e-suḳhan

is men hain ishti.al ka pahlu

tu jagah paa.e us ke pahlu men

hai ‘asar’ ye muhal ka pahlu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Darwaza Khula Rakhta Barae Intizar

aftab-shamsi

Raat, Mamul Aur Hum

ali-sardar-jafri

Bahut Qarib Ho Tum

quli-qutub-shah

Kal Munj Wazir dil The Qasid Bashaarat Aaya

Chaman Chaman Jo Ye Subh-E-Bahaar Ki Zau Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet