• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Unki Aur Meri Kisi Roz laDai Na Gai

Unki Aur Meri Kisi Roz laDai Na Gai

poet

un ki aur meri kisi roz laḌa.i na ga.i

baat bigḌi hai kuchh aisi ki bana.i na ga.i

ham ne har-chand mala un ko bahut roghan-e-qaz

par kisi shakl zara un ki rukha.i na ga.i

kyuun na khata tire milne ki qasam ho ke ye tang

thi magar zahr se bhi talḳh ki khaa.i na ga.i

is qadar zo.af men avaz nikalti to kahan

ham se zanjir-e-dar-e-yar hila.i na ga.i

us ke didar se mahrum nazakat ne rakha

donon hathon se naqab us se uTha.i na ga.i

girya-e-chashm ne sau baar uThaya tufan

par zara atish-e-dil meri bujha.i na ga.i

mar ga.e phir bhi vo muztar hai mira dil ‘arif’

ḳhaak men laash kisi taur daba.i na ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang-E-Dil Rang-E-Nazar Yaad Aaya

meer-taqi-meer

Chaman Mein Gul Ne Jo Kal dawa-E-Jamal Kiya

Wo Chup Tha Dida-E-Nam Bolte The

poet

Han jhuT Hai Wo Jaan Se Tum Par Fida Nahin

kaifi-azmi

Nehru

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet