• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Unki Aamad Se Jo Arman Machal Jate Hain

Unki Aamad Se Jo Arman Machal Jate Hain

beena-goindi

un ki aamad se jo arman machal jaate hain

khud-bakhud raah ke asar badal jaate hain

ham to un logon men shamil hain hamara kya hai

jo umidon ke sahare hi bahal jaate hain

meri ankhon men tire hijr ke aansu hain jame

vo mire jazbon ki hiddat se pighal jaate hain

subh-e-sadiq ki tarah ujle hain jazbe un ke

jo bure vaqt men gir ke bhi sambhal jaate hain

aisa insan ki jis ka koi gham-khvar na ho

aise insan ko halat nigal jaate hain

meri ankhon se bhala khushk hon aansu kaise

kya kabhi chhod ke paani ko kanval jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aalok-shrivastav

Thik Hua Jo Bik Gae Sainik Mutthi Bhar dinaron Mein

Meri Surat Saya-E-Diwar-O-Dar Mein Kaun Hai

Kis Ke KHayal Ne Mujhe Shorida Kar Diya

Sham-O-Gul Ne Saj to Di Mahfil Teri Tere Baghair

Wo Aa Gaya to Sara Pari-KHana Ji uTha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet