• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Umr Bhar Kawish-E-Izhaar Ne Sone Na Diya

Umr Bhar Kawish-E-Izhaar Ne Sone Na Diya

umr bhar kavish-e-iz.har ne sone na diya

harf-e-na-gufta ke azar ne sone na diya

dasht ki vus.at-e-be-qaid men kya niind aati

ghar ki qaid-e-dar-o-divar ne sone na diya

thak ke so rahne ko raste men Thikane the bahut

havas-e-saya-e-divar ne sone na diya

kabhi iqrar ki lazzat ne jaga.e rakkha

kabhi andesha-e-inkar ne sone na diya

ho ga.i sub.h badalte rahe pahlu shab bhar

ek karvaT pe dil-e-zar ne sone na diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Guzargah Par Tamasha

mardan-ali-khan-rana

Le Qaza Ehsan Tujh Par Kar Chale

parveen-shakir

Apni Ruswai Tere Nam Ka Charcha dekhun

Teri Aankhon Mein Jo Nasha Hai Pazirai Ka

asrarul-haq-majaz

dhuan Sa Ek Samt Uth Raha Hai Sharare Ud Ud Ke Aa Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet