• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ulfat Ho to Ulfat Ke Sahaare Bhi Bahut Hain

Ulfat Ho to Ulfat Ke Sahaare Bhi Bahut Hain

poet

ulfat ho to ulfat ke sahare bhi bahut hain

ankhon men mohabbat ke ishare bhi bahut hain

himmat hai to mayus na ho Dubne vaale

tufan hain maujon ke sahare bhi bahut hain

ai jalva-e-rangin ke ziya dekhne vaalo

hon aankh agar un ke nazare bhi bahut hain

apnon ne to me.ar-e-vafa hi na bataya

is raah men ehsan tumhare bhi bahut hain

ji bhar ke zara dekh to luun duur se gul-rang

saaqi mujhe itne hi sahare bhi bahut hain

us bazm ki ranginiyan hain diid ke qabil

ik chand agar hai to sitare bhi bahut hain

hai kaun ‘safir’ aisa jo ban jaa.e sahara

dil toḌne vaale to hamare bhi bahut hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Khelta Bachcha

KHwahishon Ki Kitab the Jab The

dhaDkanen Ban Ke Jo Sine Mein Raha Karta Tha

Kahin Kahin Se Pur-Asrar Ho Liya Jae

Hisar-E-Zat Se Nikal Ke Be-Kanar Hum Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet