• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ujli Dhup Mein Chalne Walo Shad Raho

Ujli Dhup Mein Chalne Walo Shad Raho

ujli dhuup men chalne vaalo shaad raho

mehnat kar ke palne vaalo shaad raho

ab raushan hain manzar shoḳh hain nazzare

manzar men rang bharne vaalo shaad raho

ishq mohabbat karna vaise mushkil hai

phir bhi koshish karne vaalo shaad raho

apne aap sambhalna achchhi aadat hai

Thokar Thokar girne vaalo shaad raho

haq to phir bhi haq hai ghalib aa.ega

haq ki ḳhatir laḌne vaalo shaad raho

qisse men kirdar badalte hain pal men

har kirdar men Dhalne vaalo shaad raho

apni ḳhushi se jiina mushkil hota hai

apni ḳhushi se marne vaalo shaad raho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

Gai Yak-Ba-Yak Jo Hawa Palat Nahin dil Ko Mere Qarar Hai

Aankhon Mein Wo Aaen to Hansate Hain Mujhe KHwab

firaq-gorakhpuri

Ruki Ruki Si Shab-E-Marg Khatm Par Aai

humaira-rahat

Alamiya

poet

Mera Khurshid-Ru Sab Mah-Ruyan Bich Yakka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet