• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / uDte Hue Parindon Ke Shah-Par sameT Lun

uDte Hue Parindon Ke Shah-Par sameT Lun

uḌte hue parindon ke shah-par sameT luun

ji chahta hai shaam ke manzar sameT luun

lab par uga.un us ke dhanak phuul qahqahe

a.ankhon men us ki phaila samundar sameT luun

pahle milan ka phuul khile ruuh men tiri

bahon men tujh ko le ke tire Dar sameT luun

mumkin nahin hai phir bhi main ye chahta huun kyuun

aḳhbar par sulagte hue ghar sameT luun

chadar duun apne ahd ki zainab ko aur baḌhun

nezon pe jo saje hain sabhi sar sameT luun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pahle to Bahut Gardish-E-Dauran Se laDa Hun

poet

Dekhna Husn-E-Talab Kya Mangne Aaya Hun Main

Main Sharmsar Hun Apne Zamir Ke Aage

Ek muTThi Ek Sahra Bhej De

zehra-nigaah

Muslim Muslim Fasadat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet