• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Udasiyon Ke Siwa Dil Ki Zindagi Kya Hai

Udasiyon Ke Siwa Dil Ki Zindagi Kya Hai

udasiyon ke siva dil ki zindagi kya hai

koi bata.e ki ḳhvabon ki barhami kya hai

kabhi chaman se jo guzre chaman se ḳhud puchhe

saba mizaj-e-chaman ham se puchhti kya hai

ye tiragi-e-musalsal hazar baar qubul

magar ye daur charaghon ki raushni kya hai

ye ahl-e-dil ki uḌate hain mere gham ka mazaq

ye be-hisi jo nahin hai to be-hisi kya hai

na puchh mujh se jo kar-e-savab men hai maza

ye puchh mujh se gunahon men dilkashi kya hai

masham-e-jan na mo.attar ho jis se vo gul kya

jo nashsha la na sake vo sharab hi kya hai

nazar se duur hai ‘jazbi’ savad-e-manzil tak

na jaane zauq-e-talab men mire kami kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaina Dekhun Magar Kya Dekhun

Kabhi Khwahish Na Hui Anjuman-Arai Ki

Ab Safar Ho to Koi KHwab-Numa Le Jae

gulnar-aafreen

Gham Gardish-E-dauran Ke Bhulae Nahin Jate

mardan-ali-khan-rana

Kar diya Zar Gham-E-Ishq Ne Aisa Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet