• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Udas Udas Tabiat Jo Thi Bahalne Lagi

Udas Udas Tabiat Jo Thi Bahalne Lagi

udaas udaas tabi.at jo thi bahalne lagi

abhi main ro hi raha tha ki rut badalne lagi

paḌos valo! darichon ko mat khula chhoḌo

tumhare ghar se bahut raushni nikalne lagi

zara thame the ki phir ho ga.e ravan aansu

jo ruk ga.i thi vo gham ki barat chalne lagi

bhala ho shahr ke logon ki ḳhush-libasi ka

ki be-kasi bhi mira pairahan badalne lagi

Thahar ga.i hai kahan aa ke Dhalte Dhalte raat

miri nazar bhi charaghon ke saath jalne lagi

nazar uThi to andhera tha jab qadam uTThe

shua-e-mahr mire saath saath chalne lagi

sitam-zarifi-e-fitrat to dekhiye ‘az.har’

shabab aaya ghazal par to umr Dhalne lagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Utar Kar Paniyon Mein Chand Mahw-E-Raqs Rahta Hai

poet

Qadam Qadam Pe Fareb-E-Sabaat Rakh Dena

Aarzu Sulagti Hai Ho Ke Mas Hawaon Se

Ho Nahin Pai Hai Nuqsan Ki Talafi Ab Tak

azra-naqvi

Kisi Khayal Ki Hiddat Se Jalna Chahti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet