• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Udas Hain Sab Pata Nahin Ghar Mein Kya Hua Hai

Udas Hain Sab Pata Nahin Ghar Mein Kya Hua Hai

udaas hain sab pata nahin ghar men kya hua hai

hamara itna ḳhayal kyuun rakkha ja raha hai

kuchh itna ḳhush-fahm ho gaya huun ki apna chehra

para.i ankhon se jab bhi dekha bura laga hai

abhi to achchhi lagegi kuchh din juda.i ki rut

abhi hamare liye ye sab kuchh naya naya hai

ḳhushi hui thi ki ab main tanha nahin huun lekin

ye shaḳhs to mere saath chalta hi ja raha hai

mujhe to is baat ki ḳhushi hai ki ab bhi mujh men

kisi pe bhi e’tibar karne ka hausla hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bulandiyon Se Wo Be-Dagh Nur Ubhar Aae

poet

Aan Se Zalim Ka Imtihan Aur Main

adil-mansuri

Raat Aur din Ke darmiyan Koi

Ghaeb Har Manzar Mera

poet

Gulon Par Saf Dhoka Ho Gaya Rangin kaTori Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet