• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Tuti Hui Rassi

Tuti Hui Rassi

azra-abbas

ab vo safar men saath le jaane vaale

bistar-band ke kaam aati hai

aur kabhi kabhi bachche apni tuuti hui

be-pahiyon ki gaadi se

use bandh dete hain

bahut din pahle

vo do dilon se bandhi thi

jab chyuntiyan dikhati thiin us par

apni bazigari

munh men ghiza dabae

idhar se udhar ithlati hui

kabhi kabhi parinde

apni apni udanon se thak kar

us par baith jaate the

jab ye bhigti thi

barishon men

senkti thi baharon ki dhuup

kabhi kabhi ye ban jaati thi

rang-bi-rang ke kapdon ki algani

tuuti hui rassi se jude

dil

ab kahan hain?

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Hum dil Se Jo Chahte Hain Ai Jaan Tumhein

Dil Laga Lete Hain Ahl-E-Dil Watan Koi Bhi Ho

poet

dhaDkan Mein Nihan Ishq Ke Aazar Se Pahle

Kitni Sharmili Lajili Hai Hawa Barsat Ki

Aa Gaya Zulf Ke Dam Mein Dil-E-Nadan Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet