• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhaari Yaad Ka Ek Silsila Rahi KHushbu

Tumhaari Yaad Ka Ek Silsila Rahi KHushbu

tumhari yaad ka ik silsila rahi ḳhushbu

bahar ban ke mira rasta rahi ḳhushbu

gale lagaya mujhe maan ne alvida.a kaha

tamam umr miri rah-numa rahi ḳhushbu

ajiib rishta hai barish ka kachchi miTTi se

falak se arz talak rabta rahi ḳhushbu

hasin gulab bhi ab mo’atabar nahin Thahre

aur us ki baton se bargashta ho ga.i ḳhushbu

kiye hain nazr bahut phuul is mohabbat men

dayar-e-ishq men tab dil-ruba rahi ḳhushbu

kisi ne haath milaya tha ‘sima’ chahat se

hatheliyon men hamari sada rahi ḳhushbu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uski KHushbu Ki Chap Sunte Hi

Barson Purane zaKHm Ko Be-Kar Kar Diya

poet

Gulon Ko Chum Kar Aai Saba Si Lagti Thi

zehra-nigaah

Ye Kya Sitam Hai Koi Rang-O-Bu Na Pahchane

KHun-E-Tamanna Rang Laya Ho Aisa Bhi Ho Sakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet