Tumhaare Phul Taza Hain tumhare phuul taaza hain miri sab ungliyon par ug rahe hain aur ye shakhen ye meri ungliyan kaisi hari hain in ki shiryanon men bahta rang phulon ke labon se bah raha hai qatra qatra ek be-mausam kahani kah raha hai
Leave a Reply