• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhaare Gham Se Tauba Kar Raha Hun

Tumhaare Gham Se Tauba Kar Raha Hun

tumhare gham se tauba kar raha huun

ta.ajjub hai main aisa kar raha huun

hai apne haath men apna gireban

na jaane kis se jhagḌa kar raha huun

bahut se band taale khul rahe hain

tire sab ḳhat ikaTTha kar raha huun

koi titli nishane par nahin hai

main bas rangon ka pichha kar raha huun

main rasman kah raha huun ”phir milenge”

ye mat samho ki va.ada kar raha huun

mire ahbab saare shahr men hain

main apne gaanv men kya kar raha huun

miri har ik ghazal asli hai sahab

ka.i barson se dhanda kar raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baiTha Nahin Hun Saya-E-Diwar Dekh Kar

Ek Qatra-E-Mani Se Afkar Ka Dariya Ho

abbas-qamar

Jahan Sare Hawa Banne Ki Koshish Kar Rahe The

abdul-ahad-saaz

Ziyarat

poet

Dukh Judai Ke KHwab Ho Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet