• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhaara Kya Tumhein Aasan Bahut Raste Badalna Hai

Tumhaara Kya Tumhein Aasan Bahut Raste Badalna Hai

tumhara kya tumhen asan bahut raste badalna hai

hamen har ek mausam qafile ke saath chalna hai

bas ik Dhalvan hai jis par luḌhakte ja rahe hain ham

hamen jaane nashebon men kahan ja kar sambhalna hai

ham is Dar se koi suraj chamakne hi nahin dete

ki jaane shab ke andhiyaron se kya manzar nikalna hai

hamare dil-jazire par utarta hi nahin koi

kahen kis se ki is miTTi ne kis sanche men Dhalna hai

nigahen puchhti phirti hain avara havaon se

zaminon ne zamanon ka ḳhazana kab ugalna hai

kisi ma.asum se jhonke ki ik halki si dastak par

inhi patthar pahaḌon se koi chashma ubalna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hayat-E-Ulfat Ki Chandni Mein Masarraton Ki Kami Nahin Hai

Munh Tera Kyun Aaj Zor-E-Na-Tawani Phir Gaya

Hawa Mein Jo Ye Ek Namnaki Hai

Han Ye Badli Kali Kali Jaegi

Dushmani Wo Lae Hain Dosti Ke Daman Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet