• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhaara Hijr Mana Lun Agar Ijazat Ho

Tumhaara Hijr Mana Lun Agar Ijazat Ho

tumhara hijr mana luun agar ijazat ho

main dil kisi se laga luun agar ijazat ho

tumhare ba.ad bhala kya hain va.ada-o-paiman

bas apna vaqt ganva luun agar ijazat ho

tumhare hijr ki shab-ha-e-kar men janan

koi charagh jala luun agar ijazat ho

junun vahi hai vahi main magar hai shahr naya

yahan bhi shor macha luun agar ijazat ho

kise hai ḳhvahish-e-marham-gari magar phir bhi

main apne zaḳhm dikha luun agar ijazat ho

tumhari yaad men jiine ki aarzu hai abhi

kuchh apna haal sambhalun agar ijazat ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

fatima-hasan

Ek Nazm Man Ke Liye

Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala

poet

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha

Dil Se Har Dam Hamein Aawaz Laga Aati Hai

Wo Ek shaKHs Ba-Andaz-E-Mahramana Mila

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet