• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum to Auron Pe Na Patthar Phenko

Tum to Auron Pe Na Patthar Phenko

tum to auron pe na patthar phenko

a.ina-ḳhanon men rahne vaalo

kuchh to ho surat-e-tajdid-e-vafa

main bhi sochun zara tum bhi socho

main bahar-hal tumhara huun magar

kaash tum bhi mujhe apna samjho

na suno TuuTe hue dil ki sada

do ghaḌi paas to aa kar baiTho

khol kar band daricha ‘nasir’

Dubte chand ka manzar dekho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Ko Dekho Bewafa Hai Aainon Ke Shahr Mein

Hum Un Ke Dar Pe Na Jate to Aur Kya Karte

Dil Mera chiKH Raha Tha Shayad

Gham Ki Dhalwan Tak Aae to KHushi Tak Pahunche

adeeb-suhail

Ki Thi Jis Ko Shakl-e-Mahbubi Ata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet