• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Mil Gae to Koi Gila Ab Nahin Raha

Tum Mil Gae to Koi Gila Ab Nahin Raha

tum mil ga.e to koi gila ab nahin raha

main apni zindagi se ḳhafa ab nahin raha

pahle miri nigah men duniya haqir thi

main apne sathiyon se juda ab nahin raha

ab bhi usi daraḳht ke niche milenge ham

saaya agarche us ka ghana ab nahin raha

tere qadam ne jaan kahani men Daal di

qissa hamara be-sar-o-pa ab nahin raha

ab meri apne aḳhiri dushman se jang hai

maidan men koi mere siva ab nahin raha

ham ko usi dayar ki miTTi hui aziiz

naqshe men jis ka nam-pata ab nahin raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Azab Raaton KHizan-Ruton Ki Kahani Likkhun

Andheron Se Ulajhne Ki Koi Tadbir Karna Hai

Sachchai Se Bilkul Aari Hota Hai

poet

Aise Pur-Nur-O-Ziya Yar Ke Rukhsare Hain

Sultan Baho

Jinhan Shauh Alif Thin Paya Phol Quran Na Padhde Hu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet