Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
Bedam Shah Warsi

Main Yar Ka Jalwa Hun

  • Ghazal
  • Sufi Poet
  • Poet: Bedam Shah Warsi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

main yaar ka jalva huun

ya dida-e-musa huun

qatra huun na dariya huun

basti huun na sahra huun

jiina mira marna hai

marne ko tarasta huun

apni hi umidon ka

bigda hua naqsha huun

armanon ka gahvara

hasrat ka janaza huun

is alam-e-hasti men

yuun huun ki main goya huun

zinda huun magar bedam

ik turfa-tamasha huun

More Poems

Jo Mansabon Ke Pujari Pahan Ke Aate Hain

Saf Kahte Ho Magar Kuchh Nahin Khulta Kahna

Husn Ke danke Ki dhum Jag Mein Padi Ja-Ba-Ja

Kabhi Haya Unhen Aai Kabhi Ghurur Aaya

Kahan Ki Gunj dil-E-Na-Tawan Mein Rahti Hai

Jazba-E-Be-Karana

Makan-Bhar Hum Ko Virani Bahut Hai

duniya Ki Justuju To Humse Na Ho Sakegi

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.