• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum KHafa Kya Hue Hayat Gai

Tum KHafa Kya Hue Hayat Gai

poet

tum ḳhafa kya hue hayat ga.i

jaan taskin-e-ka.enat ga.i

jab se murjha ga.i hai dil ki kali

raunaq-e-gulshan-e-hayat ga.i

saqiya sirf apne apnon par

bas tiri chashm-e-iltifat ga.i

haa.e be-chargi-e-fikr-o-nazar

vo bhi ta-hadd-e-mumkinat ga.i

ek aansu ki tarjumani se

azmat-e-gham ki saari baat ga.i

dard-e-dil men hui hai jab se kami

kya kahen lazzat-e-hayat ga.i

ham hi ham the kabhi nigahon men

ab kahan hai vo pahli baat ga.i

chain ab bhi kahan hai dil ko ‘vaqar’

be-qarari men saari baat ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Humse Warafta Ulfat Hain Bahut Kam Paida

meer-mehdi-majrooh

Na Kyun Tir-E-Nazar Guzre Jigar Se

Siyah Raat Ke Dariya Ko Par Karte Chalo

poet

Aap Ke Wade Kisi Kal Se Bandhe Rahte Hain

poet

Raat Ki Tirgi Sajaenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet