• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Jo Chhaalon Ki Baat Karte Ho

Tum Jo Chhaalon Ki Baat Karte Ho

tum jo chhalon ki baat karte ho

kyuun himalon ki baat karte ho

kis ke hathon men tha nahin patthar

shaam valon ki baat karte ho

apne chehre pe pot kar kalak

tum ujalon ki baat karte ho

ḳhushk roTi to de nahin sakte

tar nivalon ki baat karte ho

jo namak hain hamare zaḳhmon par

un havalon ki baat karte ho

chhin kar ham se jur.at-e-iz.har

ab savalon ki baat karte ho

jism jin ke hain bojh ruhon par

un jiyalon ki baat karte ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-hoshiyarpuri

Wo Jo diwar-e-Ashnai Thi

poet

Nazar Mein Apni Kabhi Is Qadar Bura to Na Tha

Aql Ki Jaan Par Ban Aai Hai

Jin Ki Aankhon Mein Tere KHwab Hua Karte Hain

Umr-E-Abad Se KHizr Ko Be-Zar Dekh Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet