• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Ghair Se Milo Na Milo Main To Chhod dun

Tum Ghair Se Milo Na Milo Main To Chhod dun

poet

tum ghair se milo na milo main to chhod duun

gar is vafa pe koi kahe bevafa mujhe

sach hai tu bad-guman hai samajhta hai kuchh ka kuchh

bosa na lena tha tire aine ka mujhe

insaf kar kharab na phirta main dar-ba-dar

milti jo tere gosha-e-khatir men ja mujhe

us but ki main dikhaunga tasvir vaizo

phir kya kahega davar-e-roz-e-jaza mujhe

kyuun un se vaqt-e-qatl kiya shikva ghair ka

karni thi maghfirat hi ki apni dua mujhe

puchhe jo tujh se koi ki ‘taskin’ se kyuun mila

kah diijo haal dekh ke rahm aa gaya mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Ba-Zahir Sahar-Asar Nazar Aate Hain

kaifi-azmi

Itna To Zindagi Mein Kisi Ke Khalal Pade

Is Tarah Soi Hain Aankhen Jagte Sapnon Ke Sath

naina-adil

Fusun-E-Khwab

Patthar Mujhe Sharminda-E-Guftar Na Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet