• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Bhi Ho KHanjar-E-KHushab Bhi Hai

Tum Bhi Ho KHanjar-E-KHushab Bhi Hai

poet

tum bhi ho ḳhanjar-e-ḳhushab bhi hai

aur ye ḳhanuman-ḳharab bhi hai

vo bhi hain saghar-e-sharab bhi hai

chand ke paas aftab bhi hai

bole vo bosa-ha-e-paiham par

are kam-baḳht kuchh hisab bhi hai

puchhte jaate hain ye ham sab se

majlis-e-vaz men sharab bhi hai

dekh aao mariz-e-furqat ko

rasm-e-duniya bhi hai savab bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Be-Qararon Ko Kab Qarar Aaya

Jism KHamosh Si Taswir Hua Jata Hai

Hain Mere zaKHm Ki Ranaiyan Ajib-O-Gharib

Qusur Ishq Mein Zahir Hai Sab Hamara Tha

Mere Wajud Ko Parchhaiyon Ne toD Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet