• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Apni Zaban Khaali Kar Ke Ai Nukta-Waro Pachhtaoge

Tum Apni Zaban Khaali Kar Ke Ai Nukta-Waro Pachhtaoge

akhtar-muslimi

tum apni zaban ḳhali kar ke ai nukta-varo pachhtaoge

main ḳhuub samajhta huun us ko jo baat mujhe samjhaoge

ik main hi nahin huun tum jis ko jhuTa kah kar bach jaoge

duniya tumhen qatil kahti hai kis ko kis ko jhuTlaoge

ya rahat-e-dil ban kar aao ya afat-e-dil ban kar aao!

pahchan hi lunga main tum ko jis bhes men bhi tum aaoge

har baat bisat-e-alam men manind-e-sada-e-gumbad hai

auron ko bura kahne vaalo tum ḳhud bhi bure kahlaoge

phir chain na paoge ‘aḳhtar’ is dard ki maari duniya men

is dar se agar uTh jaoge dar, dar ki Thokar khaoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajmal-ajmali

Raste Ke Pech-O-Kham Kya Shai Hain Socha Hi Nahin

KHuda Ke Zikr Mein Mashghul Hain Jo Mast pahaD

akhtar-shirani

dil-O-dimagh Ko Ro Lunga Aah Kar Lunga

KHud Ko Jab Se Jaan Gae Hum

Sufi

Mujhko Khushiyan Na Sahi Gham Ki Kahani de de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet