• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tulu-E-Ishq Ke Manzar Thame The

Tulu-E-Ishq Ke Manzar Thame The

poet

tulu-e-ishq ke manzar thame the

kahin kaase kahin par sar thame the

nazar dahshat-zada yunhi nahin thi

ḳhayalon men bahut se Dar thame the

barasna tha jinhen ankhon se meri

vahi badal kahin uupar thame the

dil-e-muztar taḌapne lag gaya tha

ajab tufan sanson par thame the

tumhari raah ke patthar the jitne

hamare paanv men aa kar thame the

ka.i aaseb yadon ke ‘diya’ ji

hamari ruuh ke andar thame the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

shaKHsiyat Jis Ki Anal-Haq Ki Saza-War Lage

poet

Mismar Shabon Ke Dukh uThaun

Jo Tujhe Paikar-E-Sad-Naz-O-Ada Kahte Hain

Main Pichhli Raat Kya Jaane Kahan Tha

Ghaaliban Mere Alawa Koi Guzra Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet