• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhe Kya KHabar Mere Ham-Safar Mera Marhala Koi Aur Hai

Tujhe Kya KHabar Mere Ham-Safar Mera Marhala Koi Aur Hai

tujhe kya ḳhabar mire ham-safar mira marhala koi aur hai

mujhe manzilon se gurez hai mera rasta koi aur hai

meri chahaton ko na puchhiye jo mila talab se siva mila

miri dastan hi ajiib hai mira mas.ala koi aur hai

ye havas ke bande hain naseha na samajh sake mira mudda.a

mujhe pyaar hai kisi aur se mira dil-ruba koi aur hai

mira zauq-e-sajda hai zahiri ki hai kashmakash miri zindagi

ye guman dil men raha sada mira mudda.a koi aur hai

vo rahim hai vo karim hai vo nahin ki zulm kare sada

hai yaqin zamane ko dekh kar ki yahan ḳhuda koi aur hai

main chala kahan se ḳhabar nahin ki safar men hai miri zindagi

miri ibtida kahin aur hai miri intiha koi aur hai

mira naam ‘darshan’-e-ḳhasta-tan mire dil men koi hai zau-fagan

main huun gum kisi ki talash men mujhe DhunDhta koi aur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mata-E-Kausar-O-Zamzam Ke Paimane Teri Aankhen

Ab Jo uTThenge to Kandhon Pe uThana Hoga

afeef-siraj

Barson Ke Jaise Lamhon Mein Ye Raat Guzarti Jaegi

Ek Dar Sa Laga Hua Hai Mujhe

Ghazal Ko Gardish-E-Ayyam Se Nikalte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet