• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Lamhon Ke Liye Ek Mulaqat Rahi

Chand Lamhon Ke Liye Ek Mulaqat Rahi

chand lamhon ke liye ek mulaqat rahi

phir na vo tu na vo main aur na vo raat rahi

kurra-e-arz ne dekha hi na tha vo ḳhurshid

jis ki gardish men shab o roz miri zaat rahi

ab to har shaḳhs ujalon men khaḌa hai uryan

kaun si shakl pas-e-parda-e-zulmat rahi

sard-mehri mire lahje men bhi hogi lekin

tujh men ḳhud bhi to na pahli si koi baat rahi

hal-e-dil us ko suna kar hai bahut ḳhush ‘kausar’

lekin ab soch zara kya tiri auqat rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahida-hasan

Charagh-E-Sham Hi Tanha Nahin Hai

Un Ka Didar Meri Qismat Mein

poet

Yar Kahta Hai Tajalli-E-Laqa Thi Main Na Tha

poet

Safhe Pe Kab Chaman Ke Hawa Se Ghubar Hai

Agarche Tum Sa Banaya Nahin Gaya Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet