• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhe Bhi Husn-E-Mutlaq Ka Abhi Didar Ho Jae

Tujhe Bhi Husn-E-Mutlaq Ka Abhi Didar Ho Jae

tujhe bhi husn-e-mutlaq ka abhi didar ho jaa.e

mire mahbub ke jo ru-ba-ru ik baar ho jaa.e

sukun-o-chain mil jaa.e ḳhuda bhi yaar ho jaa.e

agar insan men insaniyat bedar ho jaa.e

lahu men garam-joshi rakh qalam men zor paida kar

nahin to har qadam par ik na.i divar ho jaa.e

qalandar huun mujhe shohrat ki chahat hi nahin varna

main rakh duun jis ke sar par haath vo sardar ho jaa.e

suna hai dard se ‘ahya’ qalam men zor milta hai

so main ne bhi dua kar li mujhe bhi pyaar ho jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Pahle to Na Thi Itni Tab-O-Tab Ghazal Mein

poet

Fitna-KHu Le Gai Dil Chhin Ke jhaT-paT Humse

Gham-E-Mazi Gham-E-Hazir Gham-E-Farda Ke Siwa

Kahin Din Dhala Kahin Shab Hui Kahin Sham Aai Sahar Gai

Dosh-E-Hawa Pe Tinkon Ka Ye Aashiyana Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet