• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tufan Tham Chuka Hai Magar Jagte Raho

Tufan Tham Chuka Hai Magar Jagte Raho

tufan tham chuka hai magar jagte raho

kis vaqt ki hai kis ko ḳhabar jagte raho

sho.ale bujha ke ham-safaro mutma.in na ho

poshida raakh men hai sharar jagte raho

ab raushni men bhi hai andheron ka makr-o-fan

kya e’tibar-e-sham-o-sahar jagte raho

har zarra-e-chaman men hai la.al-o-guhar ka rang

luTne na paa.en la.al-o-guhar jagte raho

ab raat ḳhud hai apni siyahi se be-qarar

avaz de rahi hai sahar jagte raho

‘saghar’ ye gham ki raat ye rahon ke pech-o-ḳham

dushman bhi hai sharik-e-safar jagte raho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

waseem-barelvi

Kya dukh Hai Samundar Ko Bata Bhi Nahin Sakta

Bedam Shah Warsi

Kash Meri Jabin-e-Shauq Sajdon Se Sarfaraaz Ho

Main Hua Tera Majra Tu Mera Majra Hua

Jab Raushni Chamki to uThaya Sar-E-Sahil

Dam-E-Raftar-E-Jaanan Ye Sada-E-Naz Aati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet