• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Bhi Ho Jaega Pani Pani

Tu Bhi Ho Jaega Pani Pani

tu bhi ho ja.ega paani paani

pyaas hai meri purani paani

rah ke sahra men hara ho gaya main

mujh men bahne laga dhani paani

kahti jaati hai kahani koi

teri har aan ravani paani

tu to rahta hai miri ankhon men

tujh se kya baat chhupani paani

pyaas roke hue main baiTha tha

aur phir chiḳh uTha paani paani

main ne khincha tha hava par koi lafz

likhta hai jis ke ma.ani paani

meri ankhon se bhi ik baar nikal

dekhun main teri ravani paani

halq se zahr utarun ‘at.har’

la mire dushman-e-jani paani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Girja Mein Mandiron Mein Azanon Mein Bat Gaya

akbar-allahabadi

Khatm Kiya Saba Ne Raqs Gul Pe Nisar Ho Chuki

Teri Yaadon Ko Bula Kar Tere Gesu Ki Tarah

Kahin Shoala Kahin Shabnam, Kahin KHushbu Dil Par

bhartendu-harishchandra

dasht-Paimai Ka Gar Qasd Mukarrar Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet