• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Be-Naqab Hai Ai Mah Ye Hain Sharab Ke din

Tu Be-Naqab Hai Ai Mah Ye Hain Sharab Ke din

poet

tu be-naqab hai ai mah ye hain sharab ke din

ki mahtab ki raten hain aftab ke din

javan tu bhi hai apne bhi hain shabab ke din

bila hisab de bose nahin hisab ke din

hua safed tiri intizar men akhir

ajab tarah se phire dida-e-pur-ab ke din

tire labon se hai ru-kash ajab tarah ke hain mast

lage hain din use kyun-kar phiren sharab ke din

qarar ye tha ki itvar ke din aunga

kaha tha main ne gae mere iztirab ke din

hua do-chand alam aah roz-e-yak-shamba

vo aftab mira aaya aftab ke din

vo zulf mujh pe hai be-vajh rat-din barham

kisi tarah se na badhti nahin itaab ke din

jigar se shoale nikalte hain chashm se aansu

is ab-o-tab se katte pech-o-tab ke din

na jaao shaikh ji aao qarib hai holi

khafa na ho ki chale aate hain khitab ke din

pilai mai ramazan men na mujh ko ai saaqi

bade azaab se katte hain ye savab ke din

azab-e-hijr bhi dozakh se kam nahin ‘ehsan’

ilahi mujh ko na dikhlaiyo azaab ke din

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ambareen-haseeb-ambar

Khushi Ka Lamha Ret Tha So Hath Se Nikal Gaya

siraj-aurangabadi

Awwal Sin dil Mera Jo Giraftar Tha So Hai

sahir-ludhianvi

Main Jab Bhi Akeli Hoti Hun Tum Chupke Se Aa Jate Ho

poet

Mah-Rukhan Ki Jo Mehrbani Hai

Wahi Tawil Si Rahen Safar Wahi Tanha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet