• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / toD Kar Hum Be-KHudi Ki Had KHudi Tak Aa Gae

toD Kar Hum Be-KHudi Ki Had KHudi Tak Aa Gae

toḌ kar ham be-ḳhudi ki had ḳhudi tak aa ga.e

maut se karke baghavat zindagi tak aa ga.e

apni manzil aap hi ḳhud aa rahe hain ab nazar

ho na ho ham aaj apni raushni tak aa ga.e

ai gham-e-alam tiri is dil-navazi ke nisar

tere nazdik aa ke jaise har ḳhushi tak aa ga.e

kyon fazaon men nazar aate hain jalvon ke ghubar

kya mah-o-ḳhurshid gird-e-adami tak aa ga.e

bujh rahi hain jin ki ḳhatir ishraten kaunain ki

aise gham bhi kuchh hamari zindagi tak aa ga.e

ab mohabbat ka har ik ruḳh aa.ina ban ja.ega

aaj ham un ki nigah-e-be-ruḳhi tak aa ga.e

fitratan ab ho chala insan fitrat-ashna

ḳhud guman saare yaqin ki raushni tak aa ga.e

sha.iri ki raah men karte hue raushan charagh

ai ‘shifa’ ham bhi maqam-e-zindagi tak aa ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bacha Tha Ek Jo Wo Rabta Bhi TuT Gaya

adil-mansuri

Alif Lafz O Maani Se Mubarra

Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain

poet

Agar Shama Hue to Gal Gae Hum

Bachpan Ki Yaadon Ko Bhulae Ek Zamana Bit Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet