• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tilism-E-Ism-E-Mohabbat Hai Darpai-E-Dar-E-Dil

Tilism-E-Ism-E-Mohabbat Hai Darpai-E-Dar-E-Dil

tilism-e-ism-e-mohabbat hai darpai-e-dar-e-dil

koi bata.e ab us ka kare to kya kare dil

fusun-e-jumbish-e-mizhgan na puchhiye sar-e-rah

pukarte hi rahe ham are are are dil

phir is ke ba.ad hamen ye bhi to nahin raha yaad

nazar giri hai kahan kho gaya kahan zar-e-dil

qadam qadam pe tira gham hai ḳhema-zan miri jaan

humak bhare bhi to aḳhir bata kahan bhare dil

ye kunj-e-lab ye ḳhumar-e-visal apni jagah

magar jo hijr musalsal bapa hai barsar-e-dil

ye tu jo mohr-ba-lab hai to kis liye ‘ḳhavar’

ye dekh kya hai tah-e-dil hai aur kya sar-e-dil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Jo Jiwda Piyun Sun Laga

sauda-mohammad-rafi

Maqdur Nahin Uski Tajalli Ke Bayan Ka

Abhi Tawaqqoa Banae Rakhna Abhi Umiden Jagae Rahna

Jaise Pardes Mein Raaton Ko Watan Khinchta Hai

poet

dil Kis Ki Tegh-E-Naz Se Lazzat-Chashida Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet