• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / thoDa Sa Muskura Ke Nigahen Milaiye

thoDa Sa Muskura Ke Nigahen Milaiye

thoḌa sa muskura ke nigahen mila.iye

mujh ko miri hayat ka maqsad bata.iye

mujh se bhi kuchh huzur ta.alluq tha aap ka

yuun be-muravvati se na daman chhuḌa.iye

shayad kisi maqam pe main kaam aa sakun

mujh ko bhi saath lijiye tanha na ja.iye

guzrega is taraf se bhi ik din hujum-e-gul

har-chand aap raah men kanTe bichha.iye

‘nasir’ udasiyan to rahengi yunhi mudam

Dhalne lagi hai raat koi giit ga.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hai Mujhe Pas-E-Wafa Ai but-E-Ayyar Faqat

Ishq Saman Bhi Hai Be-Sar-O-Samani Bhi

Waqt Ki Aankh Mein Sadiyon Ki Thakan Hai, Main Hun

Jo Baat Munh Se Nikalen to Jurm Hai Apna

Mein Sochta Hun Jise Aashna Bhi Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet