• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Thik Hua Jo Bik Gae Sainik Mutthi Bhar dinaron Mein

Thik Hua Jo Bik Gae Sainik Mutthi Bhar dinaron Mein

aalok-shrivastav

thiik hua jo bik gae sainik mutthi bhar dinaron men

vaise bhi to zang laga tha pushtaini hathiyaron men

sard nason men chalte chalte garm lahu jab barf hua

chaar padosi jism utha kar jhonk aae angaron men

kheton ko mutthi men bharna ab tak siikh nahin paaya

yuun to mera jivan biita samanti ayyaron men

kaise us ke chal-chalan men angrezi andaz na ho

akhir us ne sansen liin hain pachchhim ke darbaron men

nazdiki akasr duuri ka karan bhi ban jaati hai

soch-samajh kar ghulna-milna apne rishte-daron men

chand agar puura chamke to us ke daagh khatakte hain

ek na ek burai tai hai saare izzat-daron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Main Chahun Bhi to Zabt-E-Guftugu Main La Nahin Sakta

Ghubar Dil Pe Bahut Aa Gaya Hai Dho Len Aaj

poet

Jo Tujhe Aur Mujhe Ek Kar Saka Nahin

akhtar-shirani

Ai Ishq Kahin Le Chal

shad-azimabadi

Na Jaan Bazon Ka Majma Tha Na Mushtaqon Ka Mela Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet