• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Thak Ke baiThun to Mujhe Rasta Nazar Aaega

Thak Ke baiThun to Mujhe Rasta Nazar Aaega

thak ke baiThun to mujhe rasta nazar aa.ega

shaam is dasht men guzregi to ghar aa.ega

soch kar meri mohabbat men qadam rakhna tum

is se aage to bahut lamba safar aa.ega

muntazir ankhen kisi taaq men bujh ja.engi

koi hoga hi nahin koi agar aa.ega

siikh ja.unga tire ba.ad bhi jiina lekin

mujh ko ai dost tire hijr se Dar aa.ega

mujh tak aate hue duniya use rokegi bahut

ruk bhi ja.ega kisi raah men par aa.ega

umr ke din to isi aas men kaT jaate hain

raat Dhal ja.egi aur vaqt-e-sahar aa.ega

vaqt ki qaid se azad mah-o-sal se duur

ik zamana hai ki jo bar-e-digar aa.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankh Mein Uski Damakte Hain Sitaron Ke Hujum

Azab-E-Be-Dili-E-Jaan-E-Mubtala Na Gaya

Kanon Ko Hai Bhai Hui Taqrir Kisi Ki

akhtar-ul-iman

Be-Talluqi

haidar-ali-aatish

Koi Achchha Nahin Hota Hai Bari Chaalon Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet