Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nida-fazli

Har Ek Rasta Andheron Mein Ghira Hai

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nida Fazli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

har ik rasta andheron men ghira hai

mohabbat ik zaruri hadisa hai

garajti andhiyan zaaea hui hain

zamin pe tuut ke aansu gira hai

nikal aae kidhar manzil ki dhun men

yahan to rasta hi rasta hai

dua ke haath patthar ho gae hain

khuda har zehn men tuuta pada hai

tumhara tajraba shayad alag ho

mujhe to ilm ne bhatka diya hai

More Poems

Hamesha dil Hawas-e-Intiqam Par Rakkha

Hasan Kuza-Gar (2)

Ghair-Mutawaqqa Mulaqat

Barish Ki Rut Thi Raat Thi Pahlu-E-Yar Tha

Buton Ka Zikr Kar Waiz Khuda Ko Kis Ne dekha Hai

Agar Safar Mein Mere Sath Mera Yar Chale

Sabza Tumhaare Rukh Ke Liye Tang Ho Gaya

Safar-E-Agahi

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.