• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Si Bhi Aafat Koi Ai Sozish-E-Tab Hai

Teri Si Bhi Aafat Koi Ai Sozish-E-Tab Hai

teri si bhi aafat koi ai sozish-e-tab hai

ik aag hai so itni jalan aag men kab hai

maana ki tum ummid-e-vafa ke nahin qaa.il

phir kya mire jiine ka koi aur sabab hai

ḳhush huun tire kiine se ki shirkat se huun mahfuz

jitna tire dil men hai vo mere liye sab hai

hajat nahin kuchh aur pas-e-marg magar ek

ya.ani mujhe darkar tiri jumbish-e-lab hai

zinda rahun kyuun main ki zaban un se ho gustaḳh

marne men ḳhamoshi hai ḳhamoshi men adab hai

ho hijr to phir gor men aur ghar men hai kya farq

jo gor ki zulmat hai vahi hijr ki shab hai

iz.har-e-vafa hai to kis ummid pe ai ‘shauq’

tu dad-talab us se ki bedad-talab hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baat Suraj Ki Koi Aaj Bani Hai Ki Nahin

Tumhaare Sath Ye Qissa Kabhi Kabhaar Ka Hai

Sheikh Saadi

Story 4 -The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Sufi

Rakhte The Taswiron Se diwar-O-dar Aabaad

Tamam Shahr Ki Aankhon Ka Mahtab Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet