• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Nazar Ke Ishaaron Se Khel Sakta Hun

Teri Nazar Ke Ishaaron Se Khel Sakta Hun

tiri nazar ke isharon se khel sakta huun

jigar-faroz shararon se khel sakta huun

tumhare daman-e-rangin ka aasra le kar

chaman ke mast nazaron se khel sakta huun

kisi ke ahd-e-mohabbat ki yaad baaqi hai

baḌe hasin saharon se khel sakta huun

maqam-e-hosh-o-ḳhirad intiqam-e-vahshat hai

junun ki rah-guzaron se khel sakta huun

mujhe ḳhizan ke bagule salam karte hain

haya-farosh chanaron se khel sakta huun

sharab o sher ke dariya men Duub kar ‘saghar’

surur-o-kaif ke dharon se khel sakta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ai Dil-E-Zar Kahin Nind Na Ho Tari

Aazad Us Se Hain Ki Bayaban Hi Kyun Na Ho

Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai

poet

Shoale Se chaTakte Hain Har sans Mein KHushbu Ke

poet

Shama Ki Lau Se Khelte Dekhe Hain Maine Parwane Do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet