• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr Se Kya Gai Jaanib-E-Dasht-Ezar Zindagi faKHta

Shahr Se Kya Gai Jaanib-E-Dasht-Ezar Zindagi faKHta

shahr se kya ga.i janib-e-dasht-ezar zindagi faḳhta

bain karne lagi aa ke sham-o-sahar matami faḳhta

mar gaya raat ko barf oḌhe hue ek fōtpath par

vo jo kahta raha lafz vo umr-bhar shanti faḳhta

kaisi kaisi hava.en chalin baagh men kaun aaya gaya

saari tabdiliyon se rahi be-ḳhabar bavri faḳhta

vo nagar chand ka hai vahan teri kirnon ki ḳhvahish kise

is taraf tirgi hai yahan la ke dhar tashtari faḳhta

be-aman shahr men kaisi dahshat se guzri thi main kya kahun

jab adu dekhti apne hi bal-o-par nochti faḳhta

vo jo ankhon men thi koi duniya alag thi jahan se juda

mere ḳhvabon men the amn ka rahbar raushni faḳhta

main tha sha.ir mujhe shahr-ashob likhne the likhta raha

teri qismat men likhe ga.e kyuun khanDar sundari faḳhta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Mausam Hai Teri Yaad Ka Kho Jaane De

KHun-E-Tamanna Rang Laya Ho Aisa Bhi Ho Sakta Hai

poet

Kuchh Shikwe-Gile Hote Kuchh Taish Siwa Hota

Sirf Sach Aur jhuT Ki Mizan Mein Rakkhe Rahe

humaira-rahat

Tumhaare Ishq Pe dil Ko Jo Man Tha Na Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet