• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Gali Ko Chhod Ke Jaana To Hai Nahin

Teri Gali Ko Chhod Ke Jaana To Hai Nahin

rehana-roohi

teri gali ko chhod ke jaana to hai nahin

duniya men koi aur thikana to hai nahin

ji chahta hai kaash vo mil jaae raah men

halanki mojazon ka zamana to hai nahin

is ghar men us ke naam ka kamra hai aaj bhi

jis ko kabhi bhi laut ke aana to hai nahin

shayad vo rahm kha ke miri jaan bakhsh de

qatil hai koi dost purana to hai nahin

ashkon ko ‘ruhi’ kharch karo dekh-bhal ke

ankhon ke paas koi khazana to hai nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-tabish

Koi Milta Nahin Ye Bojh Uthane Ke Liye

Gai Hai Sham Abhi zaKHm zaKHm Kar Ke Mujhe

poet

Jal-Pari Hai to Wo tasKHir Bhi Ho Sakti Hai

Mazi! Tujhse Haal Mera Sharminda Hai

Fasil-E-Jism Pe Shab-KHun Shararten Teri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet