• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Aankhen Badi Si Pyari Hain

Teri Aankhen Badi Si Pyari Hain

poet

teri ankhen badi si pyari hain

un ke phir dekhne ki vaari hain

galiyan tiin jo de gaya tha mujhe

mujh ko ab tak vo yadgari hain

atish-e-ishq men jo jal na maren

ishq ke fan men vo anari hain

raat jaaga hai pi sharab kahin

teri ankhen nipat khumari hain

tum se kahta hai jaan sach ‘taban’

jhuti baten sabhi tumhari hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aise Pur-Nur-O-Ziya Yar Ke Rukhsare Hain

Gham-E-Dil ruKH Se Ayan Ho Ye Zaruri to Nahin

poet

Kaise Kahen Ki Chaar Taraf Daera Na Tha

sahir-ludhianvi

Basti Basti Parbat Parbat Gata Jae Banjara

Tilism-E-Kar-E-Jahan Ka Asar Tamam Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet