• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Qarib Bhi dil Kuchh Bujha Sa Rahta Hai

Tere Qarib Bhi dil Kuchh Bujha Sa Rahta Hai

mumtaz-mirza

tire qarib bhi dil kuchh bujha sa rahta hai

gham-e-firaq ka khatka laga sa rahta hai

na jaane kab nigah-e-baghban badal jaae

har aan phulon ko dhadka laga sa rahta hai

hazaron chand sitare nikal ke duub gae

nagar men dil ke sada jhutputa sa rahta hai

tumhare dam se hain tanhaiyan bhi bazm-e-nashat

tumhari yadon ka ik jamghata sa rahta hai

vo ik nigah ki mafhum jis ke lakhon hain

usi nigah ka ik aasra sa rahta hai

tumhare ishq ne ‘mumtaz’ kar diya dil ko

ye sab se mil ke bhi sab se juda sa rahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Shab Ke Sae Mein Fasl-E-Nashat kaTte Hain

poet

Hum Nahin Chahte Ki Daulat Ho

poet

Sare Aalam Mein Teri Khushbu Hai

Mujhe Na Dekho Mere Jism Ka Dhuan Dekho

Ungliyon Se miTTi Mein Suraten Banate Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet