• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Ke Qimar-E-Ishq Bhi Thahra Ek Hunar Danai Ka

Ab Ke Qimar-E-Ishq Bhi Thahra Ek Hunar Danai Ka

ab ke qimar-e-ishq bhi Thahra ek hunar dana.i ka

shauq bhi tha is khel ka ham ko ḳhauf bhi tha rusva.i ka

bas vahi ik be-kaif udasi bas vahi banjar sannaTa

sau sau rang milan ke dekhe ek hi rang juda.i ka

pyaar ki jang men yaaro ham ne do hi ḳhadshe dekhe hain

pahle-pahal tha ḳhauf-e-asiri ab hai ḳhauf riha.i ka

apni hava men yuun phirta tha jaise bagula sahra men

ham ne jab dekha to ajab tha haal tire sauda.i ka

ajnabi chehre takte rahna shahr ki chalti rahon par

apni samajh men ab aaya hai ye pahlu tanha.i ka

ankhen apni band thiin jab tak haal pe apne ro.e bahut

aankh khuli to dekha haal yahi tha saari ḳhuda.i ka

dil ki zamin par bo.e the ‘baqar’ biij jo dard juda.i ke

chaliye ab vo fasl khaḌi hai vaqt aaya hai kaTa.i ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yaqin-E-Subh-E-Chaman Hai Kitna Shuur-E-Abr-E-Bahaar Kya Hai

Nazar Mein Sab Ki Meri Be-KHudi Ka Aalam Hai

abdul-aziz-khalid

Fath Kitni Khub-Surat Hai Magar Kitni Garan

Ye Nisabon Mein Likhi Aur Likhai Na Gai

Yagana Ban Ke Ho Jae Wo Begana to Kya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet