• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Kahan Dard Jism-O-Jaan Mein Hai

Ab Kahan Dard Jism-O-Jaan Mein Hai

ab kahan dard jism-o-jan men hai

dafn hai dil badan dukan men hai

din Dhale roz yuun lage jaise

koi mujhsa mire makan men hai

dil ka kuchh bhi pata nahin chalta

haath men hai ki asman men hai

chhanv ke pal jala diye saare

uf vo suraj jo sa.eban men hai

kyuun na tashbih phuul ho us ki

vo jo ḳhushbu sa dastan men hai

ik saval aur ‘arsh’ baaqi hai

aḳhiri tiir bhi kaman men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main KHwab Apne Sare Nilam Kar Raha Hun

seema-sharma-meeruthi

Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua

Chal Raha Hun Pesh-O-Pas-Manzar Se Uktaya Hua

Sufi

Ye Aur Baat Hai Kuchh Gham Jahan Jahan Na Hua

poet

Bhauwen Chadhi Hain Aur Hai Tewar Jhuka Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet