• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Paikar Si Koi Murat Bana Li Jaegi

Tere Paikar Si Koi Murat Bana Li Jaegi

tere paikar si koi murat bana li ja.egi

dil ke bahlane ki ye surat nikali ja.egi

kaun kah sakta tha ye qaus-e-quzah ko dekh kar

ek hi anchal men ye rangat sama li ja.egi

kaghzi phulon se jab manus hongi titliyan

ashiqi ki rasm duniya se uTha li ja.egi

aa.ine men baal paḌ jaa.e to ja sakta nahin

ret ki divar to phir se bana li ja.egi

ham jo kar-e-azari men be-hunar Thahre to kya

un ki surat sher ke qalib men Dhali ja.egi

ḳhud-parasti ke nashe men jin ko hai zo.am-e-jamal

aa.ina dekhen to un ki ḳhush-ḳhayali ja.egi

ishq ki fitrat men hai parvan hi chaḌhna ‘ra.is’

husn vo daulat nahin jo phir kama li ja.egi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Tera Ishq Mujh Kun Hai Aab-e-Hayat

Kuchh Na Kuchh Silsila Hi Ban Jata

Hai Koi Aur Bhi Jahan Mein Kya

Chand Tare Jise Har Shab Dekhen

ahmad-nadeem-qasmi

Barish Ki Rut Thi Raat Thi Pahlu-E-Yar Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet